Monday, October 11, 2010

Yeh Zaroori Nahi Shivji Sirf Hinduon Ko Chahte Hain

149,927 items / 1,147,299 views

jo unhe chahta hai
woh uski ankhon
main sama jata hain
camera ki khidki
main shiva ki
teesri ankh
ban jate hain
ka kya tassavar
dikhate hain
har tasvir
par pehle
apni chap
lagate hain
firoze shakir
toh tasviren
kheechta hai
lekin lamhe
shivji
dikhate hain
jo chupa hu tha
use phir bahar
nikalwate hain
ardh nari nareshwar
ki mudra ban jate hain
rom rom main
prerna ban jate hain
Vande Shiva Shankaram
ubhar ate hain
hindu musalman
toh door ki bat
ek acha hindustani
banate hain